ગુરુવાર, 28 જાન્યુઆરી, 2016

photos


Punya path foundation na sabhyo no pankhio mate mala banavavanu subh kam


Aaj kal panchio ki sankhya bahot kam hoti ja rahi hai aur panchio ki kucu jati to dikhane ko bhi nai mil rahi hai to aise me hame panchio k sanrakshan k liye kuch karana chahiye jyada nai to ham apane ghar k bahar ek pani ka kulhad lagakar chota sa punya ka kam to kar hi sakate hai aur kisi mandir me hazaro k chadave se bhi jyada fal prapt hoga is nek kam se
To hamari aap se natmastak vinanti hai ki apane ghar k aagan me ek pani ka kund avasya lagaye.

Punya path dwara jagah jagah par lagaye gaye panchio k ghosle aur pani k kulhad aur sabhi kulhad me harroj din me 2-3 bar pani badala jata hai




ટિપ્પણીઓ નથી:

ટિપ્પણી પોસ્ટ કરો